Main na raha apno ke liye,badnaam ho gaya main dosti ke liye,
No koi hoga mere saath mohabbat nibhane ke liye,
sirf honge zazbaat meri hansi banane ke liye,
aaj laut kar aana chaha tha un mushkilon se nikal kar,
par paya main khud apno ko gair hote huye,
Na koi mohabbat karta hai kisi se,na ashko ko sahara deta,
Main na raha apno ke liye,badnaam ho gaya main dosti ke liye.
apni mohabbat se ruthkar khud ko bevajeh juda kiya khud se,
aaj mohabbat hai to main hun is udas pal mein akele,
Tadap aisi hai jaise tanha hai raat tere bin,
Mere tabeer ke gunahon ki taqdeer ka hai faisla mera akelapan,
Na main shaam ko rok sakta hun is waqt,raat ke saye mein jeena hai,
chand hansta tha kabhi hamari muskurahat par aaj na jaane kahan hai,
thamne ki koshish ki thi main ne tere daman ke sahare ko,
par khamoshi aur bezubaan nigahon ne rok liya mujhe har daiyre mein,

Main na raha apno ke liye badnaam ho gaya dosti ke liye.
@Jai

No comments:
Post a Comment